Roman script

ui ui main mar gayi ui ui

ui ui ui main mar gayi ui ui

doctor babu der na kar tu jaldi lagade sui

ui ui main mar gayi ui ui ui

ui main mar gayi ui ui

doctor babu der na kar tu jaldi lagade sui

ui ui main mar gayi ui ui

mera kya ilaj hai

ye marj lailaj hai

are mera kya ilaj hai

ye marj lailaj hai

tum koshish kar dekho

dusra doctor dekho

are tum koshish kar dekho

are dusra doctor dekho

hath na chhodo, hath na chhodo

zakhm pe rakh do rui rui

ui ui main mar gayi ui ui 

nind nahi aati hai

nind nahi aati hai

nind kahan jati hai

ye hai rog purana

dhundho pagalkhana

are ye hai rog purana

are dhundho pagalkhana

mere sajan mere sajan 

tere karan are main pagal huyi huyi

ui ui main mar gayi ui ui

doctor babu der na kar tu jaldi lagade sui

ui ui main mar gayi ui ui ui

jaan padi mushkil me

chor hai tere dil me

are jaan padi mushkil me

chor hai tere dil me

dil ki khidki kholo

kya taklif hai bolo

are dil ki khidki kholo

are kya taklif hai bolo

shola bhadka shola bhadka 

ye dil dhadka nabj jo tune chhuyi chhuyi

ui ui main mar gayi ui ui

doctor babu der na kar tu jaldi lagade sui

ui ui main mar gayi ui ui ui

ui main mar gayi ui ui

ui main mar gayi ui

Explore this song