Roman script

dil ye nikamma baaz na aaye ulte sulte pench ladaye

ajab gazab hai iske tevar zara zara si baat lekar

kare tamashe macha de yeh halla uff yeh noor wallah

uff yeh noor wallah kuch baat hai isme zaroor

atrangiyan iski mashoor wallah wallah

wallah ha  wallah uff yeh noor

wallah wallah wallah ha wallah

seedhe seedhe sab chale par yeh tedhi chale

afra tafri ho jahan yeh bas wahin mile 

pagalon se zyada pagal rahe zameen pe maange baadal

kahin se jaake zara akkal la uff yeh noor wallah

uff yeh noor wallah kuch baat hai isme zaroor

atrangiyan iski mashoor wallah wallah wallah ha wallah

uff yeh noor ziddi hai nakchadi hai

karti manmaniyan dekho khud se hi kare

ye khinchataniyan aankhon mein gussa bhara hai

chehre pe 12 baja hai kahin se jaake nayi shakal la

uff yeh noor wallah uff yeh noor wallah

kuch baat hai isme zaroor atrangiyan iski mashoor

wallah wallah wallah ha wallah uff yeh noor

Explore this song