Roman script

uff mere dil me thodi khali si jagah thi
uff tune aake bin kiraye ye jagah li
kuch keh bhi na saki ye kaisi bebasi
yu chupke chupke aaya bin bulaya mehman
uff mere dil me thodi khali si jagah thi
humko na khabar kab kaise aaya wo 
dil se khus phus kya farmaya wo
humko na khabar kab kaise aaya wo 
dil se khus phus kya farmaya wo
uff mere dil me thodi khali si jagah thi
uff tune aake bin kiraye ye jagah li
kuch keh bhi na saki ye kaisi bebasi
yun chupke chupke aaya bin bulaya mehman
uff mere dil me thodi uff
mere dil me uff uff
mere dil me thodi khali si jagah thi
kya kya karaogi khwabo me humse
khwabo me humse
badlu main rang kitne khamkha
uda uda ban ke gubara
mera dil buddhu bechara
haule haule tune pukara
jaha bhi wahan ye jaye
chalo chalo yun aankhe meeche
dheere dheere ye tere peeche
zara zara ye kheenche kheenche
dekho na dekho
humko na khabar kab kaise aaya wo 
dil se khus phus kya farmaya wo 
humko na khabar kab kaise aaya wo 
dil se khus phus kya farmaya wo 
kehne ko toh teri wajah se hai
sara jahan nayi jagah si hai
kehne ko toh teri wajah se hai
saara jahan nayi jagah si hai
sabko khabar aur sabko pata bhi hai
yeh jo hua
dekho abhi toh chhodo tum bhi ab ye bahana toh
dil ke badle dil nazrana do 
humko na khabar kab kaise aaya woh
dil se khus phus kya farmaya woh 
uff mere dil me thodi khaali si jagah thi
uff tune aake bin kiraye ye jagah li
kuch keh bhi na saki ye kaisi bebasi
yun chupke chupke aaya bin bulaya mehman
uff mere dil me thodi khaali si jagah thi
humko na khabar kab kaise aaya wo
dil se khus phus kya farmaya wo 
humko na khabar kab kaise aaya wo
dil se khus phus kya farmaya wo 
uff mere dil me thodi khali si jagah thi
uff mere dil me thodi khali si jagah thi
uff mere dil me thodi khali si jagah thi
uff mere dil me thodi khali si jagah thi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Harshdeep Kaur, Benny Dayal