Roman script

uff na karna ki mohabbat 

meri badnam na ho

aaj ulfat ka jamane me 

kahi kaam na ho

pee jaye agar aashu wahi

hota hai gum hote rahe 

pee jaye agar aashu wahi

hota hai gum hote rahe 

hone bhi de, hone bhi de, hone bhi de

pee jaye agar aashu wahi 

ho ek jaan aur lakho sitam

betab hai rone ko ham

ek jaan aur lakho sitam

betab hai rone ko ham

rone bhi de, rone bhi de, rone bhi de

ek jaan aur lakho sitam

ae balma khisak ja aaj tu

varna lutegi aabru

balma khisak ja aaj tu

varna lutegi aabru

lutegi aabru balamva lutegi aabru

chal de yaha se uff na kar

aaya kare muh ko jigar

chal de yaha se uff na kar

aaya kare muh ko jigar

aane bhi de, aane bhi de, aande bhi de

chalde yaha se uff na kar

ho o tera hi dam bharta hu mai

marne se kab darta hu mai

tera hi dam bharta hu mai

marne se kab darta hu mai

nahi darta hu mai

sajaniya nahi darta hu mai

dekho idhar ye mai chala

hath ja ae duniya

jane bhi de, jane bhi de, jane bhi de

dekho idhar ye mai chala

Explore this song