Roman script

udati chidiya, bahata paani 
inki kahani, kisne jaani 
udati chidiya, bahata paani 
inki kahani, kisne jaani 
duniyaa waalo suno, isi ko kahten zindgani 
udati chidiya, bahata paani 
inki kahani, kisne jaani 
jivan to hain ek, ramta jogi re
bhatkta jogi
kise pata kiski sham, kal kaha hogi re 
kal kaha hogi 
dharti waalo suno, ye hain shabd aasmani re 
udati chidiya, bahata paani 
inki kahani, kisne jaani 
bada hi ajeeb hain, duniya ka mela 
duniya ka mela 
karodo ki bhid me hain, har koi akela 
yaha har koi akela 
sunne waalo suno, ye hain shanto ki vaani
udati chidiya, bahata paani 
inki kahani, kisne jaani 
sansar ke hain bade, tedhe medhe raste
tedhe medhe raste 
ye tamaam raste hain, ham sab ke waste
ham sab ke waste 
chalne waalo suno, safar me rakhana sawdhani 
udati chidiya, bahata paani 
inki kahani, kisne jaani 
udati chidiya, bahata paani 
inki kahani, kisne jaani

Song details

Song video

Watch on YouTube