Roman script

tu hi hai aks mera tera hi pahlu main 

banke naks main tera tujhme hi rah lu main 

ho tu hi hai aks mera tera hi pahlu main 

banke naks main tera tujhme hi rah lu main 

lamha ye phir na mile inko na chhodu main

tujhko dhago mein bun lu, tujhko hi odhu main

chalte the rukte the pahle bhi kabhi 

aashiya ka tha kya pata

raahgujar tera jo saya chhu liya

jana beghar hai bas yahan

dil hawao mein ha udne laga kyo bhala

dil ka khol diya kisne hai ye pinjra

dil hawao mein ha udne laga kyo bhala

dil ka khol diya kisne hai ye pinjra

tu hi hai aks mera tera hi pahlu main 

banke naks main tera tujhme hi rah lu main 

lamha ye phir na mile inko na chhodu main

tujhko dhago mein bun lu, tujhko hi odhu main

pahle kabhi jo tha likha aansuo ne mita diya

tujhse mila to panno ko rango se tere saja diya

khuli kitabo si thi zindagi ye meri

kisi ne jo na tha chhua 

panno ko ab mere zindagi mil gayi 

tune inhe jab se padha

dil hawao mein ha udne laga kyo bhala

dil ka khol diya kisne hai ye pinjra

dil hawao mein ha udne laga kyo bhala

dil ka khol diya kisne hai ye pinjra

dil hawao mein ha udne laga kyo bhala

dil ka khol diya kisne hai ye pinjra

Explore this song