Roman script

udne do re inko hawa me roko nahi raho me 
sabse sundar sabse pyari beti humko lage pyari 
sari duniya hogi pichhe beti sabse aage 
avni jaisi har betiya ho inke liye to 
khula aasma ho maat pita ka maan badhaya 
desh ka apne maan badhaya baat pade kehni 
avni avni apni avni 
avni avni apni avni 
betiya bachao betiya padhao avni jaisi 
inko banao mehke jag me khusbu banke 
karo naam roshan aage chal ke 
avni avni apni avni 
avni avni apni avni

Song details

Song video

Watch on YouTube

Song video

Watch on YouTube