Roman script

udke jana hai dur jana hai

humko baadlo ke paar sapno ke jaha me jana hai

muskurna hai gungunana hai

indradhanushya ke rango ko churake jag sajana hai

hu lall lala, hu lall lala

hu lall lala, hu lall lala

dekhle tu kaise baadlo ko cheere ja raha hai

dekhle tu kaise baadlo ko cheere ja raha hai

ye jarur kuchh na kuchh hamare liye leke aa raha hai

kya pata lena aaye wo jadu ki chadi pariyo se kahi

khilkhilana hai jam ke khana hai

bread tofiyo ka chocalate ki nadi banana hai

hu lall lala, hu lall lala

hu lall lala, hu lall lala

aasma se taare tod laye aur saja de is jami par

aasma se taare tod laye aur saja de is jami par

gamle phulo ko saja de hum taaro ki jagah par

rang baadlo me jo bhare holi pe wahi rang barse

dhum machana hai sab pe chana hai 

hum kisi ki na sunenge sabko apni sunana hai

udke jana hai dur jana hai

hamko baadlo ke paar sapno ke jaha me jana hai

hu lall lala, hu lall lala

hu lall lala, hu lall lala

Explore this song