Roman script

koi ghar hai nahi

hai fikar bhi nahi

tera dar hai wahi

tujhe jaana hai jahan

asmaan odh le

ya hawa mod le

yaara kar tu wahi

tune thana jo yahan

udd jaa parindey ve udd zara

udd jaa parindey na ruk yahan

hai khuda ke aur bhi asman

udd jaana hai bas wahan

ho banjar ho ya ho firdaus haan

har rang ka zar lutf utha

hai khuda ke aur bhi asman

udd jaana hai bas wahan

udd jaa

ek zindagi hai rabb se mili hai

iske harpal ko tu apna le

lab pe dua ho dil mein waffa ho

anhoni honi

Explore this song