Roman script

aao jeeye khulke

duniya pichhe chhod chale

karna wahi dil jo kahe

kisi se bhala kyu hum dare

ke aao aao aao aao ud chale

ud chale aao ud chale

ud chale aao ud chale

ud chale aasma ke paar

hai apni ye aazadi

hai apni ye zindagi

hai jeena kuch pal ke liye

to kyu na apni marji jeeye

ke aao aao aao aao ud chale

ud chale aao ud chale

ud chale aao ud chale

ud chale aasma ke paar

pankh lagake ud ke jaata

sari duniya ko yahi batata

dekho yaaro ye jeena kya hai

udke sabko yahi dikhata

dikhata dikhata dikhata

ke aao aao aao aao ud chale

ud chale aao ud chale

ud chale aao ud chale

ud chale aasma ke paar

aazad hai hum

hum par koi jor nahi hai

hum jaisa jahan me beshak koi aur nahi hai

bandishe hum par kahan

hum sabko pichhe chhod jayenge

todkar sari janjire

aao ab hum ud jayenge

Explore this song