Roman script

udte baadal se puchho bahti nadiya se puchho

in bahaaro se puchho in nazaro se puchho

inko pata hai mera naam, mai saath inke subah-o-shaam

bulbul se sikha maine baat karna, phulo se sikha muskarana

koyal se sikha maine aah bharna, bhavaro se sikha gungunana

mai hu chanchal shokh hawa mujhe aata hai ud jaana

udte baadal se puchho bahti nadiya se puchho

in bahaaro se puchho in nazaro se puchho

inko pata hai mera naam, mai saath inke subah-o-shaam

nila gulabi pila rang kaisa dekhe bina mai to bata du

phir bhi juda hai mera pyar aisa rote parindo ko hasa du

in lehro pe bin kashti ke chal ke mai dikhla du

udte baadal se puchho bahti nadiya se puchho

in bahaaro se puchho in nazaro se puchho

inko pata hai mera naam, mai saath inke subah-o-shaam

Explore this song