Roman script

lo chaa gayi udaasiyan

gulon ra rang utar gaya

qareeb aake koi mere

saaya sa guzar gaya

mila tha jo bahar mein

fiza mein wo bichhad gaya

sanwar sanwar re rang e pyaar

jaane ryun bikhar gaya

har ek nagma pyaar ka

fizaaon mein bikhar gaya

na jaane jaan kaha gayi 

na jaane dil kidhar gaya 

ho ro rahi kali kali

gum ri shaam dhal gayi

tumhari yaad aayi is tarah

meri jaan nikal gayi

ho jaane jaan

hai aasmaan surkh kyun

dil mera machal gaya

buna tha sapna jo kabhi

toot ke bikhar gaya

koi nahi dil mein aarzoo

roshni kahi hai door

raha hai khushiyon ki woh ladi

jo aankhon mein piroyi thi

ho zindgi har ghadi

aas mein kat rahi

tumhari yaad aayi is tarah

meri jaan nikal gayi

ho jaane jaan

hai chaarsu khamoshiyan

dil ka dard badh gaya

nikhar nikhar ke pyaar ka

woh aashiyan ujad gaya

Explore this song