Roman script

kabhi lage hathon ko chu, kar khushi ud gai 

kabhi lage kabhi na aegi hath, yeh manchali 

kabhi chu loon, kabhi pa loon 

kabhi aankhein moond koi sapna dekh loon

kabhi chalun, kabhi dodun 

kabhi dene ki khwaish dil mein rakh loon

ud ja, udd ja, ud ja, unche aasman ko chu ja 

jee ja, jee ja jee ja, apne sapno ko tu jee ja 

ud ja choti hai zindagi, chahatein kai hazar 

sooraj se roshni, chand se manga hai pyar 

kabhi hasna, kabhi rona 

kabhi har ek lamhe se jeetna 

kabhi pana, kabhi khona 

kabhi hathon ki yeh lakeerein modna 

ud ja, ud ja, ud ja, unche aasman ko chu ja

jee ja, jee ja jee ja apne sapnon ko tu jee ja 

ud ja jeena hai jee bhar to sun lo batain mere yaar 

pankh jo dil ke hain rakho un pe tum vishwas 

kabhi aandhi, kabhi toofan 

kabhi waqt ke imtehan beshumar 

kabhi sehra kabhi sagar 

kabhi dhundla hoga manzar baar baar 

ud ja, ud ja, ud ja, tufanon ko tu aazma 

jee ja, jee ja jee ja, har dhadkan ko aaj jee ja 

ud ja, ud ja, udd ja, unche aasman ko chu ja 

jee ja, jee ja jee ja, apne sapnon ko tu jee ja 

ud ja

Explore this song