Roman script

typewriter tip tip tip tip tip tip karta hai

jindagi ki har kahani likhata hai

typewriter tip tip tip tip tip tip karta hai

jindagi ki har kahani likhata hai

typewriter tip tip tip tip tip tip karta hai

jindagi ki har kahani likhata hai

pyar ki arji karana ho to isse pyaar badha lo 

isse pyaar badha lo

apne dil ki haalat likh do apna kaam bana lo 

apna kaam bana lo

jivan ka hamraaz yahi hai 

jivan ka hamraaz yahi hai haalat dil ki sunata hai

typewriter tip tip tip tip tip tip karata hai

jindagi ki har kahani likhta hai

typewriter tip tip tip tip tip tip karata hai

zindagi ki har kahani likhta hai

nache pinger nache finger line banati jaaye 

line banati jaaye

pyaar bhara love letter dekho kya kya rang dikhaye 

kya kya rang dikhaaye

saade saade kaagaj mei 

saade saade kaagaj mei ye rang-e-mohabbat bharta hai

typewriter tip tip tip tip tip tip karta hai

zindagi ki har kahani likhata hai

typewriter tip tip tip tip tip tip karata hai

zindagi ki har kahani likhata hai

hum bhi apane dil ki baate roj type karate hai 

roj type karate hai 

humako jabse pyar huwa hai thandi aahe bharate hai

thandi aahe bharte hai

madam apna har din tum bin 

madam apna har din tum bin suna suna gujarta hai

typewriter tip tip tip tip tip tip katra hai

zindagi ki har kahani likhata hai

typewriter tip tip tip tip tip tip karta hai

zindagi ki har kahani likhata hai

typewriter tip tip tip tip tip tip karta hai

zindagi ki har kahani likhata hai

Explore this song