Roman script

tut pani ho tut pani marjani ye jawani kyu ayi

mera galiyo me aana jana band ho gaya

mera galiyo me aana jana band ho gaya

kaha jau kaha jau ghabrau mai chupau kisse

bairi rup mera sab ki pasand ho gaya

bairi rup mera sab ki pasand ho gaya

koi mera pyar mange koi ikrar mange

dil bekarar hua ab kya karu

ek hi to dil hai badi muskil hai isse ha kahu ya use ha kahu

are jan na pahchan hai ye itna nadan hai ye itna nadan

meri marzi ke bina razamand ho gaya

meri marzi ke bina razamand ho gaya

tut pani marjani ye jawani kyu ayi

mera galiyo me aana jana band ho gaya

mera galiyo me aana jana

aa gaya dekho jiska mujhe intzar tha

jiski nigaho pe mera dil nisar tha

mai to janu tum na jano jiski kahaniya

suno thanedar ji uski nisaniya uski nisaniya

kavi si boli hai tote si nak hai

palke langur si hai ap jaisi ankh hai

bholi sakal wala galo pe til wala

niyat hai bhediye ki pathar ke dil wala

jake tu use pakad muft me do do chapal

khada hai piche jakar baante chakkar pe chakkar

lagta hai ullu jaisa lomdi si dum hai

bas chalak hai girgit ke rang hai

koi daya nahi koi sharam nahi

koi iman nahi koi dharam nahi

bada jallad hai wo bada katil hai wo

us pe najar meri uspe hi dil hai

le jawa tera dil le jawa tera dil le jawa tera dil

yahi kahi hai kanhaiya jao dhundo re sipahiya

mera dil to usi ka razamand ho gaya

mera dil to usi ka razamand ho gaya

tera galiyo me aana jana band ho gaya

tera galiyo me aana jana band ho gaya

Explore this song