Roman script

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru 

ichak daana bichak daana, daane upar daana ichak daana 

chhaje upar ladki naache, ladka hai diwana ichak daana

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru 

choadavi ka chaand ho ya aaftaab ho

jo bhi ho tum khuda ki kasam laajawaab ho 

choadavi ka chaand ho

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru 

hawa me udata jaaye mera laal dupatta mal mal ka

ho mera laal dupatta mal mal ka ho ji ho ji

idhar udhar lehraaye mera laal dupatta mal mal ka

ho mera laal dupatta mal mal ka ho ji ho ji

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru 

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru

yeh parda hata do jara mukhada dikha do

yeh parda hata do jara mukhada dikha do

hum pyaar karne waale hai koi gair nahi

aji hum tumpe marne waale hai koi gair nahi

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru 

jaadugar saiyaan chhodo mori baiyaan

ho gayi aadhi raat abb ghar jaane do

tuta huwa gajara fika fika kajara

keh dega saari baat abb ghar jaane do

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru 

jhule jhule laal dam mast kalandar

sewad di sarkaar dam mast kalandar mast kalandar

kisko khabar hai kya chhupa hai kiske dil ke andar

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru 

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru

kajra mohabbat waala akhiyo me aisa daala 

kajre ne le li meri jaan, haay re main tere kurbaan

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru 

turi ruri rappa turi rappa turi ruri rappa turi ru

jahaan paanv me paayal haath me kangan

jahaan paanv me paayal haath me kangan 

ho maathe pe bindiya its happens only in india

milati hai jindagi me mohabbat kabhi kabhi

hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi kabhi

milati hai jindagi me mohabbat kabhi kabhi

hey yeh jo mohabbat hai yeh unka hai kaam

are mehbub ka jo bas lete huye naam

mar jaaye mit jaaye ho jaaye badnaam

rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar

mohabbat bade kaam ki cheej hai kaam ki cheej hai

yeh bekaar benaam ki cheej hai kaam ki cheej hai

mohabbat bade kaam ki cheej hai benaam ki cheej hai

hadh kar di aap ne

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song