Roman script

tune ye jana ek kanta lagne se main ghayal ho gayi 

ho main ghayal ho gayi 

tune ye jana ek kaata lagne se main ghayal ho gayi 

kanta to nikal gaya, kanta to nikal gaya

par tere chhune se main pagal ho gayi ho main pagal ho gayi 

tune ye jana ek kaata lagne se main ghayal ho gayi 

kanta to nikal gaya, kanta to nikal gaya

par tere chhune se main pagal ho gayi ae main ghayal ho gayi 

tere haatho se mere ang ang me bechaini si badh gayi 

sharam se simat gayi, tujhse lipat gayi 

main duniya chhod  gayi ho par tu na jana 

tune ye jana ek kanta lagne se main ghayal ho gayi

main pagal ho gayi 

mai anjan sahi, main nadan sahi par tu nadan nahi 

bante ho to ho, par mann ke kuchh ho kuchh bhi pahchan nahi 

ho tu hai diwana, tune ye jana 

ek kanta lagne se main ghayal ho gayi, main pagal ho gayi 

main kaisi bhi hu, main jaisi bhi hu swikar mujhe kar le 

main sach kahti hu, kahti rehti hu tu pyar mujhe kar le 

o mujhko satana, tune ye jana 

ek kanta lagne se main ghayal ho gayi, main ghayal ho gayi

tune ye aana ek kanta lagne se main ghayal ho gayi 

kanta to nikal gaya, kanta to nikal gaya

par tere chhune se main pagal ho gayi ho main pagal ho gayi 

tune ye jana ek kanta lagne se main ghayal ho gayi 

ho main pagal ho gayi

Explore this song