Roman script

tune pyar ki tune pyar ki been bajayi 

main daudi chali aayi main bhagi chali aayi

tune pyar ki been bajayi 

main daudi chali aayi main bhagi chali aayi

tune dil se jo mujhko bulaya 

tune dil se jo mujhko bulaya 

main dauda chala aaya main bhaga chala aaya

sara sara din teri yad sataye 

rat ko nind na aaye

sara sara din teri yad sataye 

rat ko nind na aaye

banwri ho gayi preet me teri

dil kahi chain na paye

tune aisi lagan lagayi tune aisi lagan lagayi 

main daudi chali aayi main bhagi chali aayi

aaja tujhe been main apni banalu 

apane labon se lagalu 

aaja tujhe been main apni banalu 

apane labon se lagalu 

main tujhe dekhu tu mujhe dekhe 

ankho me aise basalu

tune apna mujhko banaya 

tune apna mujhko banaya

main dauda chala aaya main bhaga chala aaya

tera mera pyar hai sadiyo 

purana jane na jane jamana 

tera mera pyar hai sadiyo 

purana jane na jane jamana 

wada kiya hai sath rahenge 

wada bhul na jana

tere pyar me duniya bhulayi 

tere pyar me duniya bhulayi

main daudi chali aayi main bhagi chali aayi

tune dil se jo mujhko bulaya 

main dauda chala aaya main bhaga chala aaya

tune pyar ki tune pyar ki been bajayi 

main daudi chali aayi main bhagi chali aayi

Explore this song