Roman script

kaliya phul sitare najare

lahre mauje toofa kinare

khumar bahar singar gulzar

kayi bar tune dekhe honge sare

tune dunia dekhi hai jamana dekha hoga

apno se mile hoge begana dekha hoga

itna kuch dekhne ke bad

mai dawe se bata sakti hu

jindagi bhar nahi dekha hoga

jo mai tumhe dikha sakti hu acha ha

tune jalwe nahi dekhe ha ha tune jalwe nahi dekhe

jalal nahi dekha tune jalwe nahi dekhe

jalal nahi dekha tune jawani ka chadta hua

sal nahi dekha tune jawani ka chadta hua

sal nahi dekha tune jalwe nahi dekhe

ye jawaniya dilo ki raniya

husn ki rawaniya maherbaniya

or badgumaniya dekhi hai razo nayaz adao 

nazo andaz banda nawaz sokhiya mastiya gulfashaniya

or pareshaniya dekhi hai in hasino pe nazamino pe

mahjabino pe dil nashino pe husn ke nagino pe

ab bhi kurban hu main are sath sal ki umar hai lekin

sath sal ki umar hai lekin sath sal ki umar hai lekin

lagta to ab bhi jawan hu main ho tune abhi tak mera

to kamal nahi dekha ho tune abhi tak mera

to kamal nahi dekha kahte hai aisa shikari

wo jal nahi dekha kaise fekta shikari hai

wo jal nahi dekha tune abhi tak mera

are tu jal ki bat karta hai yaha julfo ki girah me bandh ke

tute hue dil bhi jod diye hai is tikhi najar ke shishe se

pathar ke kaleje tod diye hai tu to abhi nadan hai anjan hai

ik chota sa insan hai kitne farishte maine to 

is dar se mod diye hai dikha ke apne husn ka 

ek chota sa karishma maykhano me biya bano me

regishtano me or virano me tadapte chhod diye hai

tu kis bharam me pada hai jani

mera ishk na koi mamuli hai

yaha dilwale kayi bhatak rahe

are tu kis khet ki muli hai 

kis khet ki muli hai hujur aap

tune abhi tak mera to kamal nahi dekha

tune aashiko ka hota bura hal nahi dekha

kaise fekta shikari hai wo jal nahi dekha

tune jalwe nahi dekhe jalal nahi dekha

meri bat ko jara gaur se sun

hath ki ungliyo pe ek ek ka nam gin

ye bhul jaye to aap ginte rahiyega huzar

mumtaz shanti se leke mumtaz tak

leela chitnit swarnlata devka rani 

kursid mehtab te wanmala tak suriya nalini 

nargi nanda nirupa neetu nutan nurjaha

are meena neena reena leena reena

meena neena leena reena ramola maridula 

jayabahaduri se jai mala tak nadim se shayara tak

geeta se yogita tak hema malini padmini

ragini rakhi rekha rehana sultana malachina se 

vayjanti mala tak sharmila shabana shakila maltavi

parveen jabeen jeenat amaan se madhubala tak

tane shikwe pyar mohabbat chahat jhagde ladai hi nahi ki

are inse milke naaam kiya hai naam

suku shyama helan padma jai shree hariyaal arun bindu 

ke sath nacha gaya piya khaya

nacha gaya piya khaya utha baitha chala fira hi nahi

sabke sath maine kam kiya hai

ranjhe majnu farhad miya ki hubahu copy hu mai

bhul kar bhi naya na samjh mujhko

barso na purana pati hu mai chalis sal rahe heero

maa ka lal nahi dekha kaise faikta shikari hai

wo jal nahi dekha

mai noto wala tera wo rumal nahi dekha

tere pas abhi tak maine mal nahi dekha

tu pahle note dikha mal to la hui juban ha meri jan

sauda pakka bilkul pakka fir kyu deri pahal ho teri

o ho jikar na karna tum fikar na karna

koi aa na jaye tu kyu ghabraye

ho chhodo chhodo tum bat na modo

tum bat batao jara pas to aao pahle tum na ji 

tum o ho na na pahle tum pahle tum

pahal pahla me ham dono ka maal kahin naa ho jaye gum

tum kehte ho pahle tum

khatam karo ye saari baat maal nikaale sath 

ye hui naa baat

Explore this song