Roman script

ishq jaise hai ek aandhi 

ishq hai ek toofa

ishq ke aage bebas hai duniya me har insan 

ishq mein sab diwane hai 

ishq mein sab hairan

ishq mein sab kuchh mushkil hai 

ishq mein sab aasan

dekho pyare ye nazare ye diwane ye parwane 

hai ishq mein kaise gum

hai tumse mil ke dil ka hai

jo haal kya kahe 

ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe 

tumse mil ke dil ka hai

jo haal kya kahe 

ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe 

dil to hai ek rahi jana

dil ki tum manzil ho

dil to hai ek kasti jana 

jiska tum sahil ho 

dil na fir kuchh mange jana 

tum agar hasil ho 

dil to hai mera tanha jana 

aao tum mehfil ho 

ishq se hi sari khushiya 

ishq hi barbadi

ishq hai pabandi lekin 

ishq hi aazadi

ishq ki duniya mein yaro khwabo ki aabadi

kho gaya wo manzil ishq ne dikhla di

dekho pyare ye nazare ye diwane ye parwane 

hai ishq me kaise gum

hai tumse mil ke dil ka hai

jo haal kya kahe 

ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe 

tumse mil ke dil ka hai

jo haal kya kahe 

ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe 

tumko puja hai tumhari hi ibadat ki hai 

humne jab ki hai to fir aise mohbbat ki hai

humne jab ki hai to fir aise mohbbat ki hai

dil mera pagal hai jana

isko tum behla do 

dil mein kyu halchal jana 

mujhko tum smjha do 

mehka jo aanchal hai jana 

isko tum lehra do 

julf jo badal hai jana 

mujh pe tum barasa do 

jana le ke jaya hai tera ye diwana 

jana tujh pe mit jayega 

tera ye parwana 

jana mere dil me kya hai 

tumne na ye jana 

jana tujhko yaad ayga 

mera ye afsana 

dekho pyare ye nazare ye diwane ye parwane 

hai ishq me kaise gum 

hai tumse mil ke dil ka hai

jo haal kya kahe 

ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe 

tumse mil ke dil ka hai

jo haal kya kahe 

ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe

Explore this song