Roman script

tumse mile bin chain nahi aata mai kya karu

muhje to ye kahna bhi nahi aata main kya karu

yad tumhari aake nahi jati mai kya karu

kuch bhi karo mujhe nind nahi aati mai kya karu

muskil se maine ye dil sambhala dil ne mujhe kis muskil me dala

ye muskil asan nahi hoti mai kya karu

jan me jaise jan nahi hoti mai kya karu tumse mile bin

dil me basa ho jab or koi chalta nahi dil par jor koi

is dil ke arman nahi rukte mai kya karu

sahil se tufan nahi milte mai kya karu

sabki juba par do nam honge is sahar me hum badnam honge

aankho se ye pyar nahi chupta mai kya karu

hotho pe ye bhed nahi rukte mai kya karu

tumse mile bin chain nahi aata mai kya karu

muhje to ye kahna bhi nahi aata main kya karu

yad tumhari aake nahi jati mai kya karu

kuch bhi karo mujhe nind nahi aati mai kya karu

Explore this song