Roman script

tumse kahe ya hum na kahe 
kiske liye ye aansu bahe 
kyon hum aise pachtaye 
kaise gam hain chhupaye 
tumse kahe ya hum na kahe 
tumse kahe ya hum na kahe 
isko fursat koi kab sunta hai 
kyun humse har khushi kho gayi 
kisse kahe kya hain ab kami
armaa jaage tu kya jaane 
tum so gaye nasib 
tumse kahe ya hum na kahe 
kiske liye ye aansu bahe 
roshni to kho gayi hay 
rah gaye ab sirf saye 
tumse kahe ya hum na kahe

Song details

Song video

Watch on YouTube