Roman script

tumse bichhad ke kaise jiyenge
tumse bichhad ke kaise jiyenge
humne wafa nibhayi tumne wafa nibhayi 
humne wafa nibhayi tumne wafa nibhayi 
nasib ne ki bewafai nasib ne ki bewafai
ruthe fija gulshan se kaise 
dil ho zuda dhadkan se kaise 
ruthe fija gulshan se kaise 
dil ho zuda dhadkan se kaise
teri ruswai haye ye zudayi 
teri ruswai haye ye zudayi 
nasib ne ki bewafai nasib ne ki bewafai
tu rasme duniya aake nibha ja 
mujhse khafa kyu ab to aaja
tu rasme duniya aake nibha ja 
mujhse khafa kyu ab to aaja
dard jawa hai gaye tanhai 
dard jawa hai gaye tanhai 
nasib ne ki bewafai nasib ne ki bewafai
ulfat me hum to lut jayenge 
apne sanam par mit jayenge
ulfat me hum to lut jayenge 
apne sanam par mit jayenge
har shey me hai teri parchhai 
har shey me hai teri parchhai
nasib ne ki bewafai nasib ne ki bewafai
humne wafa nibhayi tumne wafa nibhayi 
humne wafa nibhayi tumne wafa nibhayi 
nasib ne ki bewafai nasib ne ki bewafai

Song details

Song video

Watch on YouTube