Roman script

ho ho ho ho

tumse bana mera jivan

sundar sapan salona

tum mujhse khafa na hona

kabhi mujhse juda na hona

tum mujhse khafa na hona

kabhi mujhse juda na hona

jab main du aawaz tumhe

jaldi se aa jana tum

tum to ho muskan meri

aansu na ban jana tum

mujhko hasna aata hai

aata nahi hai rona

tum mujhse khafa na hona

kabhi mujhse juda na hona

sune pyar ke mandir me

man ka deep jalau main

baitho mere pass jara

geet phir wahi gaau main

geet phir wahi gaau main

geet phir wahi gaau main

yaad dilau wo bhula

sundar sapan salona

yaad dilau wo bhula

sundar sapan salona

tum mujhse khafa na hona

kabhi mujhse juda na hona

tumse bana mera jivan

sundar sapan salona

tum mujhse khafa na hona

kabhi mujhse juda na hona

Explore this song