Roman script
chaand taare phool shabnam, tumse achchha kaun hai chaand taare phool shabnam, tumse achchha kaun hai koi rut ho, koi mausam tumse achchha kaun hai chaand taare phool shabnam, tumse achchha kaun hai pyar se mukhde ko aake, chumti hai chaandni saari duniya mein hai bihkri, bas tumhaari roshni aisa koi bhi nahi, ho meri najar mein hasin mera dil kehta hai jaanam, tumse achchha kaun hai mera dil kehta hai jaanam, tumse achchha kaun hai jo khule zulfe tumhari, din mein kaali raat ho tum jara aanchal uda do, dhup mein barsaat ho saagar ki pyaasi laher, ho jhume tumhe dekhkar saari duniya, saara aalam, tumse achchha kaun hai saari duniya, saara aalam, tumse achchha kaun hai koi rut ho, koi mausam tumse achchha kaun hai chaand taare phool shabnam, tumse achchha kaun hai ho tumse achchha kaun hai
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Tum Se Achcha Kaun Hai (2002)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Tauseef Akhtar
- Actor: Nakul Kapur
- Actor: Aarti Chhabria
- Actor: Kim Sharma
- Actor: Rati Agnihotri
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Raghuveer Yadav
- Actor: Neeraj Vora
- Actor: Navni Parihar
- Actor: Girija Shanker
- Actor: Adi Irani
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Ali Asgar
- Actor: Viju Khote
- Actor: Shashi Kiran
- Actor: Rajpal Yadav
Song video
actor: Nakul Kapoor