Roman script

tum pe dil aa gaya tum pe dil aa gaya

tum pe dil aa gaya tum pe dil aa gaya

main diwana hu mohabbat me haan mohabbat ki kasam

jadu kya kar diya jadu sa chha gaya

tum pe dil aa gaya tum pe dil aa gaya

teri banho me aaj hi mai jaan de du agar

to kya mera yakin hoga jara bolo dilwar

ye namumkin hai kasam se main rahu tum se juda

meri duniya hai mohabbat tum mohabbat ke khuda

dil kya jaan bhi sanam ab tum pe hai fida

tum pe dil aa gaya tum pe dil aa gaya

tanha raato me jaag kar humne dekha hai sanam

jindgi chal nahi sakti tere bin ek kadam

tere khwabo me dub kar humne socha hai yahi

jiski har pal hai jrurat tum jrurat ho wahi

itna jyada sanam hum pe marte ho kya

tum pe dil aa gaya tum pe dil aa gaya

me diwana hu mohabbat me haan mohabbat ki kasam

jadu kya kar diya jadu sa chha gaya

tum pe dil aa gaya tum pe dil aa gaya

Explore this song