Roman script

aisa kiya hai maine gunah jo mujhko nahi karna tha 

aisa kiya hai maine gunah jo mujhko nahi karna tha 

na mumkin ko mumkin kardu aisa maine socha tha 

tumne kiya hai aisa gunah jo tumko nahi karna tha 

tumne kiya hai aisa gunah jo tumko nahi karna tha 

na mumkin mumkin ho jaye aisa tumne socha tha 

aisa kiya hai maine gunah jo tumko nahi karna tha 

pyar tumne kisi aur se kiya tha 

khayi thi kasme wada kiya tha 

pyar tumne kisi aur se kiya tha 

khayi thi kasme wada kiya tha 

usne basayi apni duniya 

tumne ujadi meri duniya 

ye bhi gunah hai wo bhi gunah tha 

aisa kiya hai maine gunah jo mujhko nahi karna tha 

dard hi dard hai zindagi me 

hogi nasib khushi kya zindagi me 

ho dard hi dard hai zindagi me 

hogi nasib khushi kya zindagi me 

yaad nahi mujhko log ye hase the 

kitne aashiya ye gin ke maine jo chune the 

zindagi me hasna chaha kya ye gunah tha 

marne ke baad bhi jina chahta hu 

dil banke sine me dhadakna chahta hu 

o marne ke baad bhi jina chahta hu 

dil banke sine me dhadakna chahta hu 

o marke bhi tum mujhme shamil ho aise 

jism aur ruh ka rishta ho jaise  

mai apni zindagi pe zar zar rota hu 

aise kiya hai maine gunah jo mujhko nahi karna tha 

tumne kiya hai aisa gunah jo tumko nahi karna tha 

na mumkin mumkin ho jaye aisa tumne socha tha 

tumne kiya hai aisa gunah jo tumko nahi karna tha

Explore this song