Roman script

tumne humse kinara kya kiya 

humne sabse kinara kar liya 

pyar ko humne de di zindgi 

pyar ne humko gam hi gam diya 

tumne humse kinara kya kiya 

humne sabse kinara kar liya 

sath tumhara manga na mil saka 

sath tumhara manga na mil saka 

mil gai sari umr ko tanhai 

naam wafa ka lenge na fir kabhi 

karke wafa hume wo saja pai 

kismat duniya sanam khuda 

kismat duniya sanam khuda 

kahe kis kis ki sukirya 

pyar ne humko gam hi gam diya 

tumne humse kinara kya kiya 

humne sabse kinara kar liya

jin rango ka jadu tha chala 

rang wo sare feeke pad gaye 

hansne se pahle rona pada 

basne se pahle hum ujad gaye 

thokar sad me zakh tadap 

thokar sad me zakh tadap 

sau tufaan ek diya 

pyar ne humko gam hi gam diya 

dil jigar jane sab khak ho gaye 

pyar ne humko aisa gam diya 

tumne humse kinara kya kiya 

humne sabse kinara kar liya

Explore this song