Roman script
tumne hamari ek na mani tumne hamari ek na mani path na rakhi lagi na jani path na rakhi lagi na jani hamne tumko man ka mit banaya kya fal paaya naina sau bar dil dard basaya kya fal paaya jane wale ne pyar ke badle aansu diye nishani jane wale ne pyar ke badle aansu diye nishani tumne hamari ek na mani path na rakhi lagi na jani tum hi kah do hal kisi se jag mein pyar karega tum hi kah do hal kisi se jag mein pyar karega jo apni aankho ke pani se aan bharega jo apni aankho ke pani se aan bharega bhulne wale bhul na jana meri prem kahani bhulne wale bhul na jana meri prem kahani tumne hamari ek na mani path na rakhi lagi na jani
Song details
- Film / album: Barsat Ki Ek Raat (1948)
- Composer: Ghulam Haider
- Lyricist: D N Madhok
- Lyricist: Shaukat Thanvi
- Lyricist: Mulkraj Bhakri
- Actor: Amarnath
- Actor: Prem
- Actor: Begum Parveen
- Actor: Asha Posle
- Actor: Durga Khote
- Actor: G N Butt
- Actor: Shehzadi
Song video
lyricist: D N Madhok, Shaukat Thanvi, Mulkraj Bhakri