Roman script

tumne bhi pee li mujhe bhi pila di 

mujhe bhi pila di acha kiya

shrmo haya ki chilman utha di 

chilman utha di acha kiya

tumne bhi pee li mujhe bhi pila di

masti me aake gam jum jate 

do guth pee ke hum jum jate

masti me aake gam jum jate 

do guth pee ke hum jum jate

tumne to botal muh se laga di 

shrmo haya ki cjilman utha di acha kiya

tumne bhi pee li mujhe bhi pila di 

mujhe bhi pila di acha kiya

dil ko dhadkane do ab kuch na socho

sola badkane do ab kuch na socho 

dil ki lagi to tume hawa di 

sharmo haya ki chilman utha di

acha kiya, tumne bhi pee li muje bhi pila di

mujhe bhi pila di acha kiya

jane kaha hai jane kidar hai

hum apni halat se bekhbar hai

jane kaha hai jane kidar hai 

hum apni halat se bekhbar hai

dil ne akal ki chabi daba di 

shrmo haya ki chilman utha di acha kiya 

tumne bhi pee li muje bhi pila di

muje bhi pila di acha kiya

shrmo haya ki chilman utha di 

chilman uttha di acha kiya

acha kiya, acha kiya

Explore this song