Roman script

tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
apni kismat mein to likhi thi ye barbadi 
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
apni kismat mein to likhi thi ye barbadi 
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
pyar naseebo se milta hain 
pyar naseebo se milta hain
har ek phool kaha khilta hain
kaha khilta hain
kahta hain tumse hamara dil ye fariyadi 
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
apni kismat mein to likhi thi ye barbadi 
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
aaye na aaye thandi hawaye
aaye na aaye thandi hawaye
chhaye na chhaye kali ghataye
kali ghataye
apne ashko se lagi ye dil ki bujha de 
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
apni kismat mein to likhi thi ye barbadi 
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
teer chalaya hain apne jigar pe 
teer chalaya hain apne jigar pe 
baandha hain sehra pyar ke sar pe 
pyar ke sar pe 
humne khud loot ke tumhari duniya basa di
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
apni kismat mein to likhi thi ye barbadi 
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
apni kismat mein to likhi thi ye barbadi 
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi
tumko mubarak ho ye shaadi aana aabadi

Song details