Roman script

tumko janam jane jaha janeman jan liya

aankho ne kiya dil ka sauda aankho ne kiya dil ka sauda

or hamne man liya tumko janam jane jaha janeman jan liya

aankho ne kiya dil ka sauda aankho ne kiya dil ka sauda

or hamne man liya tumko janam jane jaha janeman jan liya

lakho me tumko hi maine hi chun liya

milke do dhadke dil sapne chun liya

sagar me koi lahar jaise lahraye

mai tujhme kho jau mera dil chahe

is teri ada ne jane wafa mera iman liya

tumko janam jane jaha janeman jan liya

bin tere aaye na chain mujhe sajan

jane kaha le jaye ye diwanapan

mausam bhi diwana hum tum diwane

pal bhar me ek hue do dil anjane

tujhe pahli najar me jane jigar

hamne pahchan liya

tumko janam jane jaha janeman jan liya

aankho ne kiya dil ka sauda

aankho ne kiya dil ka sauda

or hamne man liya

tumko janam jane jaha janeman jan liya

aankho ne kiya dil ka sauda aankho ne kiya dil ka sauda

or hamne man liya tumko janam jane jaha janeman jan liya

Explore this song