Roman script

tumko dekha to ye khayal aaya 

jindagi dhoop tum ghana saaya

tumko dekha to ye khayal aaya 

tumko dekha to ye khayal aaya

jindagi dhoop tum ghana saaya

tumko dekha to ye khayal aaya

aaj fir dil ne ek tamanna ki 

aaj fir dil ne ek tamanna ki

aaj fir dil ko hamne samjhaya

aaj fir dil ko hamne samjhaya

jindagi dhoop tum ghana saaya

tumko dekha to ye khayal aaya

tum chale jaoge to sochenge 

tum chale jaoge to sochenge

hamne kya khoya hamne kya paaya

hamne kya khoya hamne kya paaya

jindagi dhoop tum ghana saaya

tumko dekha to ye khayal aaya

ham jise gunguna nahi sakte

ham jise gunguna nahi sakte

waqt ne aisa geet kyun gaaya

waqt ne aisa geet kyun gaaya

jindagi dhoop tum ghana saaya

tumko dekha to ye khayal aaya

tumko dekha to ye khayal aaya

Explore this song