Roman script
tumko dekha to kya ye ho gaya tumko dekha to kya ye ho gaya lagta hai ke sari dunia hasin hai lagta hai ke sari dunia hasin hai tum jo aaye to dil ne ye kaha tum jo aaye to dil ne ye kaha tum jo ho mere to jina hasin hai tum jo ho mere to jina hasin hai kaise batau mai tumhe kya tumme bat hai chehre pe chandani hai to julfo me rat hai ye sara tan badan mera jaise bahak utha jis pal ke tune pyar se thama ye hath hai chandan ke jaisi in mahki si chandan ke jaisi in mahki si baho ka ye ghera kitna hasin hai tum jo aaye to dil ne ye kaha tum jo ho mere to jina hasin hai kaise batau mai tumhe kya bat ho gayi tumko jo maine pa liya to mai hi kho gayi sine pe mere sar rakho palko ko mund lo dekho wo chand ki kiran phulo me kho gayi sikhe tumse koi jadugiri, sikhe tumse koi jadugiri bate hai ye pyari lahza hasin hai tumko dekha to kya ye ho gaya lagta hai ke sari dunia hasin hai tum jo aaye to dil ne ye kaha tum jo ho mere to jina hasin hai
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Hamara Dil Aapke Paas Hai (2000)
- Composer: Sanjeev Darshan
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Anil Kapoor
- Actor: Aishwarya Rai
- Actor: Sonali Bendre
- Actor: Puru Raaj Kumar
- Actor: Mukesh Rishi
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Johny Lever
- Actor: Jaspal Bhatti
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Satish Kaushik
- Actor: Tanaz Currim
- Actor: Smita Jaykar
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Anang Desai
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Upasna Singh
- Actor: Rana Jung Bahadur
- Actor: Shashi Sharma
- Actor: Vinod Talwar
- Actor: Vivek Mishra
- Actor: Narendra
- Actor: Virendra
- Actor: Amar Singh
Song video
singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu