Roman script

tumko dekh ke jhum gaya lattu ki tarah mai ghum gaya

tumko dekh ke jhum gaya lattu ki tarah mai ghum gaya

yani ke yani ke yani ke mai tumpe lattu ho gaya

mai tumpe lattu ho gaya tumko dekh ke jhum gayi

lattu ki tarah mai ghum gayi tumko dekh ke jhum gayi

lattu ki tarah mai ghum gayi yani ke yani ke yani ke 

mai tumpe lattu ho gayi mai tumpe lattu ho gayi

tujh bin jina duswar hua tu dusman hua ke yar hua

ek teer jigar ke par hua ye katal hua ya pyar hua

lekin ab kya kya ho sakta honi thi mohabbat ho gayi

yani ke yani ke yani ke mai tumpe lattu ho gaya

mai tumpe lattu ho gaya tumko dekh ke jhum gaya 

lattu ki tarah mai ghum gaya yani ke yani ke yani ke 

mai tumpe lattu ho gaya mai tumpe lattu ho gaya

ye mausam or ye josh kaho isme kiska hai dosh kaho

ye mausam or ye josh kaho isme kiska hai dosh kaho

kuch mat pucho khamosh raho kuch mat bolo madhosh na ho

teri julfo ke saye me  mai bistar bicha ke so gaya

yani ke yani ke yani ke  mai tumpe lattu ho gaya

mai tumpe lattu ho gaya tumko dekh ke jhum gayi

lattu ki tarah mai ghum gayi tumko dekh ke jhum gaya 

lattu ki tarah mai ghum gaya yani ke yani ke yani ke 

mai tumpe lattu ho gaya mai tumpe lattu ho gayi

Explore this song