Roman script

tumhi ne chup chup ke dil ko uchhala

tumhi ne chhalkaya naino ka pyala

tumhi ne phir har jagah se kah bhi dala

tum bade kharab ho

tumhi ne chup chup ke dil ko uchhala

tumhi ne chhalkaya naino ka pyala

tumhi ne phir har jagah se kah bhi dala

tum bade kharab ho

tumhi ne chup chup ke

tum ek baar dikhla ke pyar

haye dil se khelte ho

gairo se mil ke aankhe badal ke

phir dil se khelte ho

rahne do ab hum bhi

nahi tumse bolenge jaayiye

tumhi ne chup chup ke dil ko uchhala

tumhi ne chhalkaya naino ka pyala

tumhi ne phir har jagah se kah bhi dala

tum bade kharab ho

tumhi ne chup chup ke

duniya se aaj ulfat ka raaz tumne kaha nahi hain

sab hain humari is me tumhari koi khata nahi hain

aaj samjhe ha ha samjhe

jhuthi kasme humse na khaiye

tumhi ne chup chup ke dil ko uchhala

tumhi ne chhalkaya naino ka pyala

tumhi ne phir har jagah se kah bhi dala

tum bade kharab ho

tumhi ne chup chup ke

Explore this song