Roman script

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

khafa naa ho o jana ke dekhe yeh jamana

mai ho gaya diwana dil bekrar hai

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

dal ke najar najar ki mastiya 

mujhpe yu girayi tune bijliya

dal ke najar najar ki mastiya 

mujhpe yu girayi tune bijliya

madhosh mai hu ki hosh kho gaya 

dil ki lagi me yeh hal ho gaya

abb toh bas dil pe tumhara ikhtiyar hai

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

khafa naa ho o jana ke dekhe yeh jamana

mai ho gaya diwana dil bekrar hai

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

aur bhi karib aane do mujhe 

dhadkane jara churane do mujhe

aur bhi karib aane do mujhe 

dhadkane jara churane do mujhe

tadpake aise naa jao janeman 

mujhko gale se lagao janeman

kya khila khila sama hai kya bahar hai

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

khafa naa ho o jana ke dekhe yeh jamana

mai ho gaya diwana dil bekrar hai

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai

tumhari inn adao me bada khumar hai

Explore this song