Roman script

yaara tere sadke ishq sikha 

main to aayi jag tajh ke ishq sikha

main to yaara tere sadke ishq sikha 

main to aayi jag tajh ke ishq sikha

jab yaar kare parwah meri

mujhe kya parwah iss duniya ki

jag mujhpe lagaaye pabandi

main hu hi nahi iss duniya ki

tumhi din chadhe, tumhi din dhale

tumhi ho bandhu sakha tumhi

tumhi din chadhe, tumhi din dhale

tumhi ho bandhu sakha tumhi

everytime every minute of the day

tumhi ho bandhu sakha tumhi

tumhi din chadhe, tumhi din dhale

tumhi ho bandhu sakha tumhi

dil ki takhti par hu likhti ishka ishka

jag kya jaane dil ko mere ishka kiska

dil ki takhti par hu likhti ishka ishqa

jag kya jaane dil ko mere ishka kiska

rab yaar gale le saar meri

mujhe kya parwah iss duniya ki

tu jeet meri jag haar meri

main hu hi nahi iss duniya ki

tumhi din chadhe,tumhi din dhale

tumhi ho bandhu sakha tumhi

tumhi din chadhe, tumhi din dhale

tumhi ho bandhu sakha tumhi

everytime every minute of the day

tumhi ho bandhu sakha tumhi

tumhi din chadhe, tumhi din dhale

tumhi ho bandhu sakha tumhi

banke chaahat nazro se khat likhna likhna

tu hai jaisa mujhko waisa dikhna dikhna

banke chaahat nazro se khat likhna likhna

tu hai jaisa mujhko waisa dikhna dikhna

de sabak surooro ka saathi

mujhe kya parwaah iss duniya ki

tu paas mere jag paas mere

main hu hi nahi iss duniya ki

tumhi din chadhe, tumhi din dhale

tumhi ho bandhu sakha tumhi

tumhi din chadhe, tumhi din dhale

tumhi ho bandhu sakha tumhi

everytime every minute of the day

tumhi ho bandhu sakha tumhi

tumhi din chadhe, tumhi din dhale

tumhi ho bandhu sakha tumhi

Explore this song