Roman script

kise apna banaye koi is kabil nahi milta

kise apna banaye koi is kabil nahi milta

yaha pathar bahut milte hai lekin dil nahi milta

tumhe kya bataye ishk me, tumhe kya bataye ishk me

milta hai kya sila, pyar kiya to dard mila hai

tohfa yar ka pyar kiya to dard mila hai

tohfa yar ka tumhe kah na paye dil ka gum

tumhe kah na paye dil ka gum dil hi me rah gaya

pyar kiya to dard mila hai tohfa yar ka

pyar kiya to dard mila hai tohfa yar ka

tumhe kya bataye ishk me

agar na rahe is dunia me aa jayenge teri yado me

hamko chahe lakh bhula do sanam

hum bewafa the hum bewafa the

isliye najro se gir gaye

shayad tumhe talash kisi bewafa ki thi

khushiya mubarak aye sanam

apna hai kya rah lenge hum

uff na karenge sehke tumhare sitam

kismat jo hoti meherba kismat jo hoti meherba

milti na ye saja pyar kiya to dard mila hai

tohfa yar ka pyar kiya to dard mila hai

tohfa yar ka tumhe kya bataye ishk me

soye na kitni rato se bahta lahu hai aankho se

kab janoge tumne ye kya kiya tumne to lautne ka

tumne to lautne ka irada nahi kiya

hamne bhi bhul jane ka wada nahi kiya

sari umar ke silsile tum chhod ke jab chal diye

kaise karenge tay ham ye fasla

tum humsafar hoke agar 

tum humsafar hoke agar lutte na is tarah

pyar kiya to dard mila hai tohfa yar ka

pyar kiya to dard mila hai tohfa yar ka

tumhe kya bataye ishk me ho

Explore this song