Roman script

tumhe ham yaad karte hain 

tumhe ham yaad karte hain 

kahan ho tum kahan ho tum

yahi fariyaad karte hain

tumhe ham yaad karte hain 

tumhe ham yaad karte hain 

lutaakar apani duniya ham, chale hain teri mahafil se

lutaakar apani duniya ham, chale hain teri mahafil se

khushi me jo gujara wo jamaana yaad karte hain

tumhe ham yaad karte hain 

tumhe ham yaad karte hain 

ummide hain naa kushiya hain

umange hain naa armaan hain

ummide hain naa kushiya hain

umange hain naa armaan hain

tumhaare ham se abb dil kaa

jahaan aabad karte hain

tumhe ham yaad karte hain 

tumhe ham, yaad karte hain 

kahan ho tum kahan ho tum

yahi fariyaad karte hain

tumhe ham yaad karte hain 

tumhe ham yaad karte hain

Explore this song