Roman script

tumhe dekha hai to aisa lagta hai ke ab ye jawani gujar jayegi 

ke ab ye jawani gujar jayegi ab ye jawani gujar jayegi

tumhe dekha hai to aisa lagta hai ke ab ye jawani gujar jayegi

hui hai muskil se ye mulakate badi adhuri thi dil ki bate 

badi akeli thi meri rate badi akeli thi meri rate

bada mushkil tha toba mera jina ab zindagani gujar jayegi 

tumhe dekha hai to aisa lagta hai ke ab ye jawani gujar jayegi

laga hai jalne ye thanda pani suno hume de do koi kahani

laga hai jalne ye thanda pani suno hume de do koi kahani

jawa mohabbat ki hansi nishani chhod  jayegi apni yaade 

ye rat suhani gujar jayegi tumhe dekha hai to aisa lagta hai

ke ab ye jawani gujar jayegi

waha khade ho kyu yaha to aao lo meri baho ko har banao

meri nigaho me dubte jao meri nigaho me dubte jao

nahi to pyase rah jaoge ye rut mastani gujar jayegi

tumhe dekha hai to aisa lagta hai

ke ab ye jawani gujar jayegi ke ab ye jawani gujar jayegi

ab ye jawani gujar jayegi tumhe dekha hai

Explore this song