Roman script

tumhari yaad ko dil se bhula ke aayi hu 

main apne apko khud hi mita ke aayi hu 

tumhari yaad ko dil se bhula ke aayi hu 

main apne apko khud hi mita ke aayi hu

kisi ka raasta fuulo se ban gaya gulzar 

kisi ka raasta fuulo se ban gaya gulzar 

main apni raah me kaate bicha ke aayi hu 

main apni raah me kaate bicha ke aayi hu 

kisi ke ghar ke diye ko to kar diya roshan 

kisi ke ghar ke diye ko to kar diya roshan 

magar main apne hi ghar ko jala ke aayi hu

magar main apne hi ghar ko jala ke aayi hu

bikhar gayi vo ummide jo dil ne baandhi thi 

bikhar gayi vo ummide jo dil ne baandhi thi 

unki kbar pe aasu baha ke aayi hun

tumhari yaad ko dil se bhula ke aayi hu

Explore this song