Roman script

tunhari chahat ka silsila 

tunhari chahat ka silsila, hamari chahat sawar dega

sawar dega, sawar dega, sawar dega 

basa le mujhko tu dhadkano me 

basa le mujhko tu dhadkano me 

ye apni sanse sawar dega 

sawar dega, sawar dega, sawar dega 

na jane kaisi bekarari, tumhe mila to karar aaya 

tumhe mila to karar aaya 

bahak gaya mai apni rahe, tumhe jo paya to pyar aaya 

tumhe jo paya to pyar aaya

sahejoge agar in chahato ko tum

sahejoge agar in chahato ko tum

ye hamko sachmuch me bahar dega 

bahar dega, bahar dega, sawar dega, sawar dega 

rahoge agar tum bhi humsafar se

ye dil diwana sada rahega 

ye dil diwana sada rahega 

parinda ye tumhari chahat me

mohabbato ka aasma chhuyega

mohabbato ka aasma chhuyega

hai kitni lambi ye jindgani

hai kitni lambi ye jindgani

tumhara saya karar dega 

karar dega, sawar dega, sawar dega

Explore this song