Roman script

tumhare ye nakhre tumhari shararat

tumhare ye nakhre tumhari shararat

mujhe to yakin hai kabhi

meri jaan leke rahenge

tumhare ye nakhre 

ye hasne ka andaz sabse zuda

kanwal jhil me jaise khilta hua

ye hasne ka andaz sabse zuda

kanwal jhil me jaise khilta hua

kahi bhi na dekha

kahi bhi na dekha, kahi bhi na paya

jaha me tumhare siva 

hoye tumhare ye nakhre tumhari shararat

mujhe to yakin hai kabhi

meri jaan leke rahenge

tumhare ye nakhre 

nazar me jawani ki ye roshni

ke pani pe hai khelti chandani

nazar me jawani ki ye roshni

ke pani pe hai khelti chandani

salamat raho tum

salamat raho tum meri jaan jaye

yahi hai khuda se dua

hoye tumhare ye nakhre tumhari shararat

mujhe to yakin hai kabhi

meri jaan leke rahenge

tumhare ye nakhre

Explore this song