Roman script
phir se milne ki jahan pe de gaye the tum kasam
dekh lo aakar wahi pe aaj bhi baithe huye hai hum
tumhare the tumhare hai tumhare hi rahenge hum
tumhare the tumhare hai tumhare hi rahenge hum
muddate bhi chand lamhon jaisi lagti hain sanam
baat hi aisi tumhare ishq mein kuch hai
mere humdum tumhare the tumhare hai
tumhare hi rahenge hum vaada tha kab ka
ab jake aaye phir bhi ganeemat aaye toh hain
wada tha kab ka ab jaa ke aaye
phir bhi ganeemat aaye toh hain aaiye aaiye shauq se aaiye
aaiye aake iss baar na jaiye bichhad ke bhi humsafar se
wafa jo kar paye hai iss aatish ke samandar se
wahi toh guzar paaye hain nahin mili heer toh kya
rahe usi ke vo phir bhi tabhi ranjhe wahi sach maayne mein
kehlaaye hai kehlaye hain
wahi sachhi mohabbat hai kabhi hoti nahin jo kam
tumhare the tumhare hai tumhare hi rahenge hum
waada tha kab ka ab jaake aaye
phir bhi ganeemat aaye toh hai
vaada tha kab ka ab jaa ke aaye
phir bhi ganeemat aaye toh hai
aaiye aaiye shauk se aaiye
aaiye aake iss baar na jaiye.
Explore this song