Roman script

tuhare pyar mein itna 
mujhe gurur aaye 
sharab tum piyo lekin 
mujhe surur aaye 
o main hoon bareli 
wali surtiya nirali
mijhe chhodke mat jana kuwar ji 
rat ko ruk jana 
rat ko ruk jana 
o main hoon bareli wali 
mein hoon sharaban tu hai sharabi 
nain mere hai mast gulabi 
chhalke ankho ke paimane 
aa jaye niyat  mein kharabi ho 
chhalke ankho ke paimane aa 
jaye niyat  mein kharabi ho 
ankho se pite jana kuwar ji 
raat ko ruk jana 
raat ko rut jana 
o mein hoon bareli wali 
o bahiya padke nain milaye 
chanda ghughta mein muskaraye 
kagna khanke payliyan bole 
jab rasiya tu ang lagaye 
kagna khanke payliyan bole 
jab rasiya tu ang lagaye 
o daman chhudaye mat 
jana kuwar ji 
raat ko ruk jana 
raat ko ruk jana 
o mein hoon bareli wali 
jab mori chhatiyan 
se dhalka palla 
ho gaya saare 
muhlle mein halla 
hay daiyan mage ye 
mujhse jawani 
mori gugli mein 
pahna ke chhalla 
hay daiyan mage ye 
mujhse jawani 
mori gugli mein 
pahna ke chhalla 
dil tod ke mat 
jana kuwar ji 
raat ko ruk jana 
raat ko ruk jana  
o mei hoon bareli wali 
sutiyan nirali
mujhe chhudke mat 
jana kuwar ji 
raat ko ruk jana 
raat ko ruk jana  
o main hu bareli wali
surtiya nirali
mujhe chhod ke mat jana
kuwar ji
raat ko ruk jana
raat ko ruk jana

Song details

Song video

Watch on YouTube