Roman script

tumhare pass aane se

abhi jo dil dhadakta hai

ye ho sakta hai kal iska

mohabbat naam ho jaaye

tumhare pass aane se

abhi jo dil dhadakta hai

tumhare pass aane se

abhi jo dil dhadakta hai

ye ho sakta hai kal iska

mohabbat naam ho jaaye

nigaahe char hote hi abhi jo man bahakta hai

ye ho sakta hai kal iska

mohabbat naam ho jaaye

nigaahe char hote hi abhi jo man bahakta hai

milte milate yun hi in vaadioyn me

jo anjabi the apne lagne lage hai

milte milate yun hi in vaadioyn me

jo anjabi the apne lagne lage hai

sapne kabhi maine dekhe nahi the

dekha tumhe to sapne sajne lage

bina mausam tamanna ka ye jo badal barasta hai

bina mausam tamanna ka ye jo badal barasta hai

ye ho sakta hai kal iska

mohabbat naam ho jaaye

tumhare pass aane se

abhi jo dil dhadakta hai

ye ho sakta hai kal iska

mohabbat naam ho jaaye

tumhare pass aane se

abhi jo dil dhadakta hai

ek do mulakaato me ye kya hua hai

bandhne lage hai tumse chahat ke dhaage

ho ek do mulakaato me ye kya hua hai

bandhne lage hai tumse chahat ke dhaage

bas do kadam hi chalke

lagta hai aise

hum chal rahe hai manjil se aage

mile dono jaha mujhko tumko paakar ye lagta hai

mile dono jaha mujhko tumko paakar ye lagta hai

ye ho sakta hai kal iska

mohabbat naam ho jaaye

tumhare pass aane se

abhi jo dil dhadakta hai

ye ho sakta hai kal iska

mohabbat naam ho jaaye

tumhare pass aane se

abhi jo dil dhadakta hai

ye ho sakta hai kal iska

mohabbat naam ho jaaye

tumhare pass aane se

abhi jo dil dhadakta hai

Explore this song