Roman script

tumhare karan sab sukh chhoda, ab mohe kyu tarsaav ho 

birah beeta laage ud antar, birah beeta laage ud antar

so tum aaye bujhaaw ho 

ab chhodat nahi bane prbhu ji, ab chhodat nahi bane prbhu ji 

hans kar torat bolaav ho 

meera basi janam janam ki, meera basi janam janam ki 

ang se ang lagaav ho 

tumhare karan sab sukh chhoda, ab mohe kyu tarsaav ho 

birah beeta laage ud antar, birah beeta laage ud antar

so tum aaye bujhaaw ho 

tumhare karan sab sukh chhoda, ab mohe kyu tarsaav ho

Explore this song