Roman script

tamasha aaj ye dekhe jamane ke tamashayi

chhlakate jam se tuti surahi aaj takrayi

ha chalo mana sharabe husan kam hai

or hai tuti surahi jamana dub jaye is kadar

hai isme gahrayi tumhare dil ko 

ulfat ka nisana karke chhod enge tumhare dil ko 

ulfat ka nisana karke chhod enge 

pila kar mai jawani ki pila kar mai jawani ki

diwana karke chhod enge diwana karke chhod enge

sharab apni purani hai nazar se pilani hai

sharab apni purani hai nazar se pilani hai

chhalakte jam valo ko chhalakte jam valo ko 

rawana kar ke chhod enge rawana kar ke chhod enge 

ugalti jawani me kabhi garmi nahi hoti

kabhi garmi nahi hoti

ugalti jawani me kabhi garmi nahi hoti

kabhi garmi nahi hoti kachhi kali kali me kabhi 

pyar ki kabhi narmi nahi hoti

kabhi narmi nahi hoti tumhare pyar ko 

jhutha fasana kar ke chhod enge

tumhare pyar ko jhutha fasana kar ke chhod enge

pila kar mai jawani ki pila kar mai jawani ki

diwana kar ke chhod enge diwana kar ke chhod enge

jawani hur hoti hai 

budapa bhut hota hai budapa bhut hota hai

jawani hur hoti hai budapa bhut hota hai

purana jo makan ho wo bada majbut hota hai

bada majbut hota hai bada majbut hota hai

tumhe ye baat samjha kar rawana kar ke chhod enge

tumhe ye baat samjha kar rawana kar ke chhod enge

pila kar mai jawani ki pila kar mai jawani ki

diwana kar ke chhod enge diwana kar ke chhod enge

tumhe apni hasi baho ka dilkash haar de denge

ji dilkash haar de denge tumhe apni hasi baho ka 

dilkash haar de denge aji tum roop do 

hum roop ka singar de denge

aji singar de denge aji singar de denge

nyochhaver apne aashiq par kazana karke chhod ege 

pila kar mai jawani ki pila kar mai jawani ki

diwana kar ke chhod enge diwana kar ke chhod enge

Explore this song