Roman script

tum zindagi ko gam ka 

tum zindagi ko gam ka, fasana bana gaye

aankho me itnzar ki duniya basa gaye

tum zindagi ko gam ka 

tum zindagi ko gam kaa, fasana bana gaye

aankho me itnzar ki duniya basa gaye

tum the ki mere pyar ki duniya basi hui

tum the ki mere pyar ki duniya basi hui

o o, tum the ki zindagi ke adhere me roshani

tum kya gaye charag-e-mohabbat bujha gaye

tum zindagi ko gam ka 

tum zindagi ko gam ka, fasana bana gaye

aankho me itnzar ki duniya basa gaye

duniya ujad gayi mere sabr-o-karar ki

duniya ujad gayi mere sabr-no-karar ki

o o, ro ro ke raat katti hun itnzar ki

jab chaand par nazar padi tum yaad aa gaye

tum zindagi ko gam ka 

tum zindagi ko gam ka, fasana bana gaye

aankho me itnzar ki duniya basa gaye

Explore this song